1. Sahi scale
Scale 100% rakhein. Fit to page tabhi jab zaroori ho.
2. Margin
Printer ke supported margin me hi rakhein.
3. Paper aur toner
Achha paper aur saaf toner bahut fark laate hain.
4. Driver update
Printer driver updated rakhein.
Dhyan dein: Aadhar Print Portal sarkari website nahi hai. Official kaam ke liye hamesha sambandhit vibhag ka official channel use karein.